Thursday 17 August 2017

Ghaghara Dirty Politics Lyrics - Mamta Sharma

Mamta Sharma Ghaghara Dirty Politics Movie Song Lyrics
Kahin chakku chalaa, kahin goli chali..
Kahin bigade laundon ki toli chali
Kahin chakku chalaa, kahin goli chali
Kahin bigade laundon ki toli chali
Kya main bataun kaise jaan bachi hai
Kya main bataun kaise jaan bachi hai
Aye haaye jaan bachi hai
Aye haaye haaye jaan bachi hai

Mere ghaghare ke, mere ghaghare ke
Mere ghaghare ke liye ghamaashan machi hai
Mere ghaghare ke liye ghamaashan machi hai
Mere ghaghre ke liye ghamaashan machi hai
Mere ghaghre ke liye ghamaashan machi hai

Tera ghaghara, tera ghaghara, tera ghaghra
Oh tera ghaghara, tera ghaghra, tera ghaghra

Ae he, chal hat..

Ashique deewane kaise kaise..
Tune hain ghaghare mein faanse..
Aankhon se tune peela di
Warna reh jaate hum toh pyaase

Tera ghaghra, tera ghaghra, tera ghaghra
Oh tera ghaghra, tera ghagara, tera ghagra
(Mera ghaghra, mera ghaghra, mera ghagara)

Kya mohalla kya bazaara
Sab hain mere pichhe yaar
Hai rangeela mutdaar mera ghaghra
Munshi, Neta, Thanedar sab hain mere daawedar
Hai sajeela sarkaar mera ghaghra

Kya main bataaun kaise jaan bachi hai
Kya main bataaun kaise jaan bachi hai
Mere ghaghre ke liye ghamaashan machi hai
Mere ghaghre ke liye ghamaashan machi hai
Tere ghaghare ke liye ghamaashan machi hai
Tere ghaghare ke liye ghamaashan machi hai

Lipte rahenge tere tann se..
Tu humko ghaaghara bana le
Chaahenge poore tujhko mann se
Angiyaan ke bich mein chhupa le

Tere ghaghara, tera ghaghra, tera ghagra (x2)

Rehati hai behisaab, teri neeyat hai kharaab
Aayega naa tere haath mera ghaaghra
Yun na aage-piche dol hai ye ghaghra hai anmol
Re maanega na baat mera ghaaghara

Kya main bataaun kaise jaan bachi hai
Kya main bataaun kaise jaan bachi hai
Mere ghaghre ke liye ghamashaan machi hai
Mere ghaghre ke liye ghamashaan machi hai
Tere ghaghre ke liye ghamashaan machi hai
Tere ghaghre ke liye ghamashaan machi hai

No comments:

Post a Comment